Rajan Singh
Tuesday, October 23, 2018
Thursday, June 14, 2018
Monday, August 7, 2017
whatsapp Kase Use Kare
Dunia Ki Sabse popular Social media Facebook Ke Baad Use Kiya Jane Wala App Whatsapp hai . Har Android User Ke Paas ek Whatsapp account id jarur hota hai .
Ham Ise Apni personal life aor Professional Life ke Liye Use karte hai . Isko Chalane Se Phele Hamare Man Me Kuch Sawaal Hote hai Jinka Jabab Ham Janna Chahate hai Janiye Kya Hai Whatsapp Tips Tricks in Hindi
यहाँ जानिए व्हात्सप्प की पूरी जानकारी की व्हात्सप्प कैसे डाउनलोड करे कैसे चलाये यूज़ करे और इसे क्यों इस्तेमाल करते हैं । अगर आपको कोई प्रॉब्लम face हो रही है तो उसका जबाब भी आपको इसी पोस्ट में मिल जायेगा साथ में जानिए बिना मोबाइल नंबर के व्हात्सप्प कैसे चलाते हैं पूरी जानकारी हिंदी में
Whatsapp free messenger application hai jisko aap free me use kar sakte ho aor apne friend family aor Business Se connect Reh sakte ho . World me kahi pr baithe huye Isse aap ek dusre friends ko Images , Audio , Video , Personal Pdf data And Bhut Kuch Share kar sakte ho .
Mai yaha aapko whatsapp id create aor kaise account banana hain uske baare me complete detail ke sath bataunga . Unke sath aapke kuch sawaal unke jabab bhi aapko yaha mil jayenge
Example :-
* whatsapp Kaise use karte hai / kare
* download karne ka tarika
* Whatsapp ki Problem aor Iska Solution Hindi Me / Kya Kaise
* Aor Bhi Bhut Kuch Tips And Tricks in Hindi
* Last seen hide show kaise kare
* Block unblock karne ka tarika
* Audio Aor Video call ke baare me jankari
Sabse phele toh mai yeh bata du Ki Agar Aap Naye hai toh Whtsapp Use karne ke liye Aapke paas Android smart phone hona jaruri hai . WhatsApp Me Bhi Facebook Ki traha Bhut Saare Feature Hote hai Jaise ki Group banana , Broadcast banana , Dusre tips tricks . Iske Alawa Aapke paas iski Kuch jankari honi chahiye jo mai niche bata raha hu.
Whatsapp kaise use kare uss ki Jankari
Aayiye jante hai n step by step kaise aapko ise chalana hoga and kis traha aap ispe id bana sakte ho .
वाट्स एप क्या है उसके लिए सबसे पहले इसे डाउनलोड करना है फिर खाता बनाने के लिए इसे चालू करे
1. Whatsapp Kaise Download kare
Iske liye phele isse download karna hai . Ham Isse 2 Traha se download karKe install kar sakte hain . Ek Ham Play store se Dusre Seedhe google search se apk file yaa fir 9apps and other apps store se bhi install kar sakte hain .
2. Whatsapp Account Id create Kaise Banaye
Yaha id banana hai toh uski progress bhut simple hain . Apps ko install karke Open Kare Aor Apne mobile number se register kare . 1 Mint me aapka account ready ho jayga .
3. Whatsapp Kaise Kare Use hindi me
Use karna bhut simple hai . aapke jis bhi friend family ki id hogi Uska Naam Aor Photo isme aa jayga . Jaise ki Maine niche images me bataya hai .
Ab Jisko bhi Sms bhejna H Yaa chat Open karni hai Uske Name pr click kariye Toh Aap Chat Zone me pauch jaynge .
Yaha aap samaj sakte hain
1. Aapka friend online h ya offline yaha pata chalega
2. Audio and video call karne ka option
3. Isme aapko 6 Opation milege
* Document –
Isse aap apne personal document ( Markseet , Aadhar card , Pdf file , Text box Kuch bhi bhej sakte ho .
* Camera –
Yaha se aap seedhe Photo Kheech kar send kar sakte hai .
* Gallery –
Isme se Koi bhi gallery imges / Video bheje
* Audio –
Audio , music bhejne ka system
* Location –
Aap kha ho kis jagha pr ho apni location friend ko send karne ka option
* Contact –
Apne phone me save Koi bhi mobile contact number bhejne ke liye hai .
Aayiye aage jante H Watsp ki main Settings Ke baare me
4 . Whatsapp Par Profile picture aor Status Kaise Lagaye
Goto >> Menu icon>> Setting >> Apne photo par Click Kare .
1. Apni Images , profile lagaye. 2 . Name change kariye
5. Apna Group kaise Create kare aor Friends kaise add kare
Goto>>menu>>Click new group >> jaise aapne id banayi usi traha group banaye Aor Admin Bhi Create kariye .
Last step me ham kuch personal setting iske baare me janege ko ki aapke Account ki security ke liye jaruri H jisse ki aap apne Account ko secure rakh sakenge .
Isme sabse phele Corner ke : icon pr click kare uske baad setting ka option aayga uspe click kariye . Uske baad aap
Facebook Account Kaise Banaye | Create Facebook New Account in Hindi
Hello dosto ummid hai aap ache hoge. Aaj me aapko bataoga ki Facebook par account kaise banaye. Aaj ki tarik me agar kisi ki facebook par account nahi to iska matlab bo abhi bhi purane jamaane me ji raha hai.
Mera maanna hai ki kuch saalo me aesa hoga ki jiska account facebook par nahi hoga usko jivit hi nahi maana jay
Mera maanna hai ki kuch saalo me aesa hoga ki jiska account facebook par nahi hoga usko jivit hi nahi maana jay
Facebook kya hai
Ye ek social network site hai. Is par ham apna account bana kar apne Dosto se jude rha sakte hai. Facebook site duniya me sabse phele number par hai. Facebook 2004 me bani thi. Or ek baat ye bilkul free hai. To chaliye jante hai ki is par account kaise banate hai.
Facebook Par Account Banane ke liye kya kare
Step 1: Sabse phele www.facebook.com par jao.
Step 2: Jo registration form diya hai us ko bhare
Apna naam
Email id Ya Mobile Number
Date of birth (Janm tithi)
Sari detail bharne ke baad continue par click kare
Step 3: Ab apni email id khole us par Facebook se ek email aaya hoga aapki id ko verify karne ke liye.
conformation link par click kare to aap facebook par redirect hoge.
Aapka Facebook account teyaar hai.
Kuch bhi dikkat aarahi ho to comment karo, me apki madad jarur karuga.
Ye to Simple hamne sikha ki facebook par account kaise banaye ab ham aage sikhege ki, Facebook par page kaise banate hai or jaanege facebook se related bhut si jaankari. to abhi ke liye bas itna hi. milte hai agle post me jabtak apna khayal rake or Internet ke bareme sikhte rahe or koi bhi sabaal ho to yaha puche Sabaal Jabaab.
Aapko ye jaankari kesi lagi comment ke jariye ye batana na bhile
Subscribe to:
Posts (Atom)





